Shayari in Hindi About Fiza

Shayari in Hindi About Fiza

फिजा में जहर भरा है जरा संभल कर चलो,
मुखालिफ आज हवा है जरा संभल कर चलो,
कोई देखे ना देखे बुराइयां अपनी,
खुदा तो देख रहा है जरा संभल कर चलो।

Shayari in Hindi About Fiza

Fiza Mein Jahar Bhara Hai Jara sambhal kar chalo,
mukhalif Aaj Hawa Hai Jara sambhal kar Chalo,
Koi Dekhe na Dekhe buraiyan apni,
Khuda to Dekh Raha Hai Jara sambhal kar chalo.

तेरी सुरीली आंखों का काजल,
कर रहा मेरे दिल को कायल,
सुनहरी जुल्फों को देखकर,
हो रही है फिजा भी घायल।

Teri Surili Aankhon Ka Kajal,
kar raha Mere Dil Ko Kayal,
sunhari julfon Ko Dekhkar,
ho rahi hai bheja bhi Ghayal.

महसूस हो रही है,
फिजाओं में उसकी खुशबू,
लगता है मेरी याद में,
वह सांस ले रहे हैं।

Mahsus ho rahi hai,
fijaon mein uski Khushbu,
Lagta Hai Meri Yad Mein,
vah Sans le rahe hain.

जो हो एक बार वह हर बार हो ऐसा नहीं होता,
हमेशा एक ही से प्यार हो ऐसा नहीं होता,
हर एक कश्ती का अपना तजुर्बा दरिया में होता है,
सफर में रोज ही मझधार हो ऐसा नहीं होता।

Jo Ho Ek Bar vah Har Bar ho aisa Nahin Hota,
Hamesha Ek Hi Se Pyar Ho Aisa Nahin Hota, Har EK Kashti ka Apna Tajurba hota hai dariya mein,
safar mein Roj hi majhdhar ho aisa Nahin Hota.

खिल उठे हैं फूल चमन में,
चिड़िया चहक रही है,
तुम्हारी खुशबू इन फिजाओं में,
अब भी महक रही है।

Khil Uthe Hain Phool Chaman Mein,
Chidiya chahk rahi hai,
tumhari Khushbu in fijaon Mein,
Ab Bhi man kar rahi hai.

चेहरे पर सजती थी खूब मुस्कुराहट,
जब वह मुझे सलाम करती थी,
उसकी मासूमियत क्या करें बयान,
फिजाएं भी उस से कलाम करती थी।

Chehre per sajati Thi Khoob Muskurahat,
Jab Mujhe Salam karti thi,
uski masoomiyat Kya Karen Byan,
Fizaye bhi usse Kalam karti thi.

मोहब्बत की फिजा को,
जब खुश पाया,
इन आंखों ने रो रो के,
बरसात कर ली।

Mohabbat Ki Fiza ko,
Jab Khush Paya,
in Aankhon Ne Ro Ro Ke,
Barsat kar li.

Leave a Comment